Daily Used English Sentences

66 Daily Use English Practice Sentences with Urdu Translation

66 Daily Use English Practice Sentences with Urdu Translation

66 Daily Use English Practice Sentences with Urdu Translation

Watch Video Lesson

YouTube video

All is well. سب اچھا ہے۔ Sab acha hai.
Now stay there. ابھی وہیں رکو۔ Abhi wahin ruko.
Time is up. وقت ختم۔ Waqt khatam.
Show them more. اُنہیں اور دکھاؤ۔ Unhain aur dikhao.
Get ready quickly. جلدی سے تیار ہو جاؤ۔ Jaldi say tayyar ho jao.
Have a seat. بیٹھ جائیے۔ Baith jayee.
Now try again. اب پھر سے کوشش کرو۔ Ab phir say koshish karo.
Nobody is speaking. کوئی بھی بول نہیں رہا ہے۔ Koi bhi bol nahi raha hai.
Make an effort. ایک کوشش کرو۔ Aik koshish karo.
Once was enough. ایک بار ہی کافی تھا۔ Aik bar hee kafi tha.
Everything went smoothly. سب آرام سے ہو گیا۔ Sab aaram say ho gaya.
People are starving. لوگ بھوک سے مر رہے ہیں۔ Log bhook say mar rahy hain.
Come back in. واپس اندر آ جاؤ۔ Wapis andar aa jao.
Go to somebody. کسی کے پاس جاؤ۔ Kisi ky pas jao.
Talk to somebody. کسی سے بات کرو۔ Kisi say bat karo.
Did you double-check? کیا تُم نے دوبارہ سے چیک کیا؟ Kiya tum nay dobara say check kiya?
I double-checked everything. میں نے سب کچھ دوبارہ سے چیک کر لیا۔ Mai ny sab kuchh dobara say check kar liya.
Stay a while. تھوڑی دیر رُکو۔ Thori dair ruko.
Stand in line. قطار میں کھڑے ہو جاؤ۔ Qataar mai kharay ho jao.
Stop avoiding me. مجھے نظرانداز کرنا بند کرو۔ Mujhey nazar andaz karna band karo.
Stop that immediately. اُسے ابھی بند کر دو۔ Usay abhi band kar do.
Stop this nonsense. بکواس بند کرو۔ Bakwas band karo.
Take a nap. تھوڑی دیر سو لو۔ Thori dair so lo.
Take my hand. میرا ہاتھ پکڑو۔ Mera hath pakro.
Thanks a million! لاکھ لاکھ شُکریہ۔ Lakh lakh shukriya.
Ali is needy. علی ضرورت مند ہے۔ Ali zaroorat mand hai.
Yours is better. تُمہارا زیادہ اچھا ہے۔ Tumhara zayada acha hai.
Write this down. اسے لکھ لو۔ Isay likh lo.
Wipe your eyes. اپنی آنکھیں پوچھو۔ Apni aankhain pochho.
Wake them up. اُنہیں جگا دو۔ Unhain jaga do.
Wait till seven. 7 بجے تک انتظار کرو۔ 7 bajay tak intazar karo.
Take a chance. ایک بار کر کے دیکھو۔ Aik bar kar ky daikho.
Show me again. پھر سے دِکھانا مجھے۔ Phir say dikhana mujhey.
Complaints are rare. بُہت کم شکایتیں ہیں۔ Bohat kam shikaytain hain.
Money changes people. پیسہ لوگوں کو بدل دیتاہے۔ Paisa logon ko badal daita hai.

 

He is losing. وہ ہار رہا ہے۔ Wo haar raha hai.
He is embarrassed. وہ شرمندہ ہے۔ Woh sharminda hai.
Make a decision. ایک فیصلہ لو۔ Aik faisala lo.
Prove me wrong. مجھے غلط ثابت کرو۔ Mujhey ghalat sabit karo.
Nothing has changed. کچھ نہیں بدلہ ہے۔ Kuchh nahi badla hai.
Everybody got something. سب کو کچھ نا کچھ ملا۔ Sab ko kuchh na kuchh mila.
Everything looks good. سب اچھا دکھ رہا ہے۔ Sab achha dikh raha hai.
Your breath stinks. تمہاری سانس سے بدبو آتی ہے۔ Tumhari sans say badboo aati hai.
Look this way. اس طرف دیکھو۔ Is taraf daikho.
Take that home. اُسے گھر لے جاؤ۔ Usay ghar ly jao.
Bring that home. اُسے گھر لے آؤ۔ Usay ghar ly aao.
Now, just leave. بس اب چلے جاؤ۔ Bas ab chalay jao.
Hey, turn around! اے، پیچھے گھومو! Ay, peechay ghoomo!
Someone dropped this. یہ کسی کا گِر گیا۔ Yeh kisi ka gir gaya.
Keep on working. کام کرتے رہو۔ Kam kartay raho.
Something felt wrong. کچھ غلط لگا۔ Kuchh ghalat laga.
Knock yourself out! جو من کرے کرو۔ Jo man karay karo.
Knock it off. اسے بند کرو۔ Isay band karo.
Everybody thought so. سب کو ایسا لگا۔ Sab ko aisa laga.
Let them fight. اُنہیں لڑنے دو۔ Unhain larnay do.
Do the dishes. برتن دھو دو۔ Bartan dho do.
Nothing feels right. کچھ بھی ٹھیک نہیں لگ رہاہے۔ Kuchh bhi theek nahi lag raha hai.
Safety comes first. سب سے پہلے احتیاط آتی ہے۔ Sab say pehlay ahtyat aati hai.
Anything could happen. کچھ بھی ہو سکتا ہے۔ Kuchh bhi ho sakta hai.
Give it up. اسے چھوڑ دو۔ Isay chhor do.
Everything seemed right. سب ٹھیک لگا۔ Sab theek laga.
Give it back. اسے واپس دو۔ Isy wapis do.
People are weird. لوگ عجیب ہوتے ہیں۔ Log ajeeb hotay hain.
Time will tell. وقت بتائےگا۔ Waqt bataye ga.
Count on me. مجھ پر بھروسہ کرو۔ Mujh par bharosa karo.
Hold my calls. مجھے کالز نہ آنے دینا۔ Mujhey calls na aanay dena.
error: Content is protected !!